Teri Stuti Lyrics | Rajat BK

LYRICS

Aadar aur dhanyawad tera karun
Sada aur sarvada main gaata rahun..x2

Teri stuti teri mahima
Aaradhana sada sarvada..x2

Tu hi to hai humara yeshua
Isliye sab chodkar aaye hain hum yahan..x2

Teri mandir mein sajda karne
Aaye hain hum sir jhukaye..x2

Rukjaye mere kadam yahi
Ab jaaun na tere shiva kahin
Tham jaye hae baat meri
Tu nahi to kuch aur nahi..x4

Tu hi rehnuma meri
Chaloon sirf tu kahe tohi
Jeevan tu manzil meri
Na chodna mera haath kabhi..X2

Yeshua yeshua yeshua yeshua ..x2

Pukaroon dilse mahima mere man se ..x2

Jaise hai waisi hi aate hai tere pas..
Pure man se saare samajh se karte hai tujhse pyaar..x2
Tu hai raasta hai jeevan mera sacchai tu hi hai..x2

Aaradhana kare hum yahan
Mahima kare hum yahan
Teri rooh sacchai se yaha
Saati bharpuri se yahan..x2

Aadar aur dhanyawad tera karun
Sada aur sarvada main gaata rahun..x2

Teri stuti teri mahima
Aaradhana sada sarvada..x2

People also search for :

Leave a Comment