Yeh Waada Raha Chords

CHORDS

{Chorus}
tu tu hai wahi dil nay jisay apna kaha
tu hai jahan main hoon wahan
ab toh yeh jeena tere bin hai sazaa

o mil jaaye iss tarah do lehray jis tarah

phir ho naa juda haan yeh waada raha

{Verse 1}
main aawaaz hoon toh tu hai geet meraa
main aawaaz hoon toh tu hai geet meraa
jahaan se niraala manmeet meraa

o mil jaaye iss tarah do lehray jis tarah
o mil jaaye iss tarah do lehray jis tarah
phir ho naa juda haan yeh waada raha

{Chorus}
tu tu hai wahi dil nay jisay apna kaha
tu hai jahan main hoon wahan
ab toh yeh jeena tere bin hai sazaa

o mil jaaye iss tarah do lehray jis tarah
o mil jaaye iss tarah do lehray jis tarah
phir ho naa juda haan yeh waada raha

{Verse 2}
kabhi khwaab mein bhi tu mujhse naa ruthay
meray pyaar ki koi khushiyan naa lootay

o mil jaaye iss tarah do lehray jis tarah
o mil jaaye iss tarah do lehray jis tarah
phir ho naa juda haan yeh waada raha

{Chorus}
tu tu hai wahi dil nay jisay apna kaha
tu hai jahan main hoon wahan
ab toh yeh jeena tere bin hai sazaa

o mil jaaye iss tarah do lehray jis tarah
o mil jaaye iss tarah do lehray jis tarah
phir ho naa juda haan yeh waada raha

Leave a Comment