Kuch Naya Ft. Prince Mulla & Thanga Selvam | Chords & Lyrics

CHORDS

{Verse 1}
Nirjal desh mein
Nadiyaan bahayega
Jungle ke beech mein
Naya maarg banayega ..x2

{Pre Chorus}
Kya tum dekh paa rahe ho
Kuch hone wala hai
Tumhare zindagi me
Aashish aane wala hai

{Chorus}
Kuch naya kar raha hai
Kuch naya kar raha hai
Parmeshwar naya kar raha hai
Ab yahan kar raha hai ..x2

{Verse 2}
Wo tere vaansh par
Aashish baarsayega
Tere santaan par
Aatma undhelega ..x2

{Pre Chorus}
Kya tum dekh paa rahe ho
Kuch hone wala hai
Tumhare zindagi me
aashish aane wala hai

{Chorus}
Kuch naya kar raha hai
Kuch naya kar raha hai
Parmeshwar naya kar raha hai
Ab yahan kar raha hai ..x2

{Bridge}
Band jo darwaze hai
Ab khul rahe hai
Baanj ko bacchon ki
Anand se bharta hai

Jo aankhon ne na dekha
Jo kaanon ne na suna
Yeshu naam se ab hone wala hai

{Chorus}
Kuch naya kar raha hai
Kuch naya kar raha hai
Parmeshwar naya kar raha hai
Ab yahan kar raha hai ..x2

{Outro}
Mere gharme parivaar me
Mere bacchon ke bhavishya me
Meri kalisiya aur seva me
Kuch naya kar raha hai

Is nagar me har sehar me
Sab raajyon me mere desh me
Is duniya ke har kone me
Kuch naya kar raha hai

{Chorus}
Kuch naya kar raha hai
Kuch naya kar raha hai
Parmeshwar naya kar raha hai
Ab yahan kar raha hai ..x2

People also search for :

Leave a Comment