Krus Ki Kahani Chords and Lyrics | Allen Rocky Anthony

CHORDS

{Chorus}
Ye krus ki jo kahani hai
Paigaam ye asmani hai
Baqshish ye gairfani hai
Deti abdi zindagani hai ..x2

{Verse 1}
Baha tha lahu, Yesu ka lahu
Jo har ek bimari ka shafi hai
Dard jaisa bhi ho, zakhm jaisa bhi ho
Mere Yesu ka khoon kafi hai ..x2

Aaj zinda hun main, na sharminda hun main
Us Khuda ki hi ye meherbani hai

{Chorus}
Ye krus ki jo kahani hai
Paigaam ye asmani hai
Baqshish ye gairfani hai
Deti abdi zindagani hai ..x2

{Verse 2}
Yesu ka lahu, hai ye aisa lahu
Jo deta gunahon se muafi hai
Paap jaisa bhi ho, shraap jaisa bhi ho
Mere Yesu ka khoon kafi hai

Aaj karlo iman us salib par
Jo zindagi ki nishani hai

{Chorus}
Ye krus ki jo kahani hai
Paigaam ye asmani hai
Baqshish ye gairfani hai
Deti abdi zindagani hai ..x2

People also search for :

Leave a Comment