Birha Chords and Lyrics | Tanishka Bahl

CHORDS

Ankhon mai meri aa
Aas ke badal hai
Garjey bohot ye pagal hai
Toh Aaa
Toh Aaa

Barsey morey naina
Barsey morey naina
Is aangan mai
Teri yaad mai
Mora Jiya ra laage na

Barsey morey naina
Barsey morey naina

Jag jag ke soyi saari saari raat
Sirhane sur na tera mere saath

Jag jag ke soyi saari saari raat
Sirhane sur na tera mere saath

Tarasti hai woh aadhi chooti baat re
Jhooti aas ye maane na

Barsey morey naina
Barsey morey naina
Is aangan mai
Teri yaad mai
Mora Jiya ra laage na

Barsey morey naina

Leave a Comment