Teri Hamd o Sana Chords and Lyrics | FOLJ | Arif Bhatti

CHORDS

Main gaaun teri humdo sanna
Main gaaun teri humdo sanna ..x2

Teri humdo sanna main sunnau
Aye mere khuda ..x2

Geet teri mohabbat ke gata
rahun mein sada ..x2

Teri humdo sanna main sunnau
Aye mere khuda ..x4

Jab tha main gira
Maut ki khai me
Main toh dooba tha
Paapon ki gehrai mein ..x2

Tune deke kafara mera
Kiya mujhko riha ..x2

Teri humdo sanna main sunnau
Aye mere khuda ..x4

Geet teri mohabbat ke gata
rahun mein sada ..x2

Teri humdo sanna main sunnau
Aye mere khuda ..x4

Karun shukr tera
Tere sajde karun
Jaan apni main tere
Hi naam karun ..x2

Jahan jaaun karun Yeshu
Main ooncha naam tera ..x2

Teri humdo sanna main sunnau
Aye mere khuda ..x4

Mere jeevan ka
Hai khuda pyar tu
Kabhi chhode nahi hai
Mera saath tu ..x2

Is duniya me mere khudawand
Tuhi wafadaar ..x2

Teri humdo sanna main sunnau
Aye mere khuda ..x4

Tune zinda khuda
Mujhko saansein hai di
Tu mila naasri
Toh mili zindagi

Rooh teri rahegi masih
Mere saath sada ..x2

Teri humdo sanna main sunnau
Aye mere khuda ..x4

Geet teri mohabbat ke gata
rahun mein sada ..x2

Teri humdo sanna main sunnau
Aye mere khuda ..x4

People also search for :

Leave a Comment