Kitna Madhur Samay Hai Lyrics

LYRICS

{Chorus}
Kitna madhur samay hai
Kitna madhur samay hai

{Pre-Chorus}
Jab mera Yeshu mujhko
Charno mein hai bithata
Mujhko khali karke
Aatma se bharta jaata

{Chorus}
Kitna madhur samay hai
Kitna madhur samay hai

{Verse 1}
Mujhko hari hari ghas charata
Jeevan jal bhi pilata
Mujhko wo hai bachata
Jeevan mein sukh wo laata

{Chorus}
Kitna madhur samay hai
Kitna madhur samay hai

{Verse 2}
Chahe me ghor andhkar se chaloon
Hani se bhi na daroon
Tere sote aur laathi se
Man mera shaanti hai paata

{Chorus}
Kitna madhur samay hai
Kitna madhur samay hai

People also search for :

Leave a Comment