Dur Ek Tara | Lyrics

LYRICS

Dur ek tara ja raha hai
pahuche ga ek din betlehem ko
Hum bhi chalenge peeche uske
dandwat karenge khrist yeshu ko

Everybody say yeah
Everybody say woah
Its the love of God
That came down for us

Mariyam ka beta wo hai
charni mai jo aaj aaya hai.
Bhumi aakash jal khushiya manate
wohi hamara raja hai.

Aaya bachane ko hume
dube the jub hum papo mai
Ye baat samjho man phiraoo
kyu aaya jag mai pyara masiha

Aayega Phir Se Masiha
Chinhon Ko Dekho Pure Hothe
Nyaay Karega Aakar Hamaara
Nyaay Kaa Din Ab Nikat Aaya

People also search for :

Leave a Comment