LYRICS
{Chorus}
Kalaam aye paak par mujhko
Imaan rakhna seekha
Khuda aye paak tu
Mujhko ibaadat karna sikha ..x2
{Pre Chorus}
Lage jab har taraf jannat
Karu Yeshu ki ibaadat ..x2
Ho jab andhera har taraf
Tab bhi Yeshu ki ibaadat
{Chorus}
Kalaam aye paak par mujhko
Imaan rakhna seekha
Khuda aye paak tu
Mujhko ibaadat karna sikha
{Verse 1}
Teri haikal mein main aa ke
Tere kadmo mein sar jhuka ke
Tere sang main rehna chaahu
Chahe jashn ho ya ho faake ..x2
{Pre Chorus}
Lage jab har taraf jannat
Karu Yeshu ki ibaadat ..x2
Ho jab andhera har taraf
Tab bhi Yeshu ki ibaadat
{Chorus}
Kalaam aye paak par mujhko
Imaan rakhna seekha
Khuda aye paak tu
Mujhko ibaadat karna sikha ..x2
{Verse 2}
Karu Teri ibaadat ..x2
Yeshu Teri ibaadat ..x2
Banu Teri ibaadat ..x2
Yeshu Teri ibaadat ..x2
Teri ibaadat, teri ibaadat
Yeshu teri ibaadat
{Chorus}
Kalaam aye paak par mujhko
Imaan rakhna seekha
Khuda aye paak tu
Mujhko ibaadat karna sikha ..x2
{Verse 3}
Imaan hi ke sabab se
Nuh ne kishti banayi
Buzurgi ki aalam mein
Sarah ne aulaad paayi ..x2
Imaan aisa aye Khuda
Kar Tu mujhko bhi inaayat ..x2
Ho jab andhera har taraf
Karu Teri hi ibaadat
{Chorus}
Kalaam aye paak par mujhko
Imaan rakhna seekha
Khuda aye paak tu
Mujhko ibaadat karna sikha ..x2
{Bridge}
Mushqilo mein karu ibaadat
Aazmaisho mein ibaadat
Har khushi mein karu ibaadat
Ghamo mein bhi karu ibaadat ..x2
Teri ibaadat, teri ibaadat
Yeshu teri ibaadat
{Chorus}
Kalaam aye paak par mujhko
Imaan rakhna seekha
Khuda aye paak tu
Mujhko ibaadat karna sikha ..x2
{Pre Chorus}
Lage jab har taraf jannat
Karu Yeshu ki ibaadat ..x2
Ho jab andhera har taraf
Tab bhi Yeshu ki ibaadat
{Chorus}
Kalaam aye paak par mujhko
Imaan rakhna seekha
Khuda aye paak tu
Mujhko ibaadat karna sikha ..x2
People also search for :