Pawan Hai Wo Prabhu Humara Chords and Lyrics

CHORDS

Paavan hai wo Prabhu hamaara
Uski jai jaikaar karo
Nirbal ka wo bal hai nyaara
Uski jai jaikaar karo
Jai ho, jai ho, jai ho ..x2

Deen dukhiyon ka hai daata
Bhatke huon ko raah dikhaata ..x2
Seedhe maarg mein humein chalaata ..x2
Uski jai jai kaar karo
Jai ho, jai ho, jai ho ..x2

Prabhu hamaara bada mahaan
Nirbuddhiyon ko deta gyaan ..x2
Patiton ka wo bachaata praan ..x2
Uski jai jai kaar karo
Jai ho, jai ho, jai ho ..x2

Prabhu ki mahima aparampaar
Jag ka wo hai taaranhaar ..x2
Maano use apna aadhaar ..x2
Uski jai jai kaar karo
Jai ho, jai ho, jai ho ..x2

Paavan hai wo Prabhu hamaara
Uski jai jaikaar karo
Nirbal ka wo bal hai nyaara
Uski jai jaikaar karo
Jai ho, jai ho, jai ho ..x2

People also search for :

Leave a Comment