Sun zaalima mere
Saanu koyi darr na
Ki samjhega zamana
Oh tu vi si kamli
Main vi sa kamla
Ishq da rog sayana
Ishq da rog sayana
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saansein chalti jidhar
Rahoonga bas wahin umrbhar
Rahoonga bas wahin umra bhar, haaye
Jitni haseen ye mulaqaatein hain
Unse bhi pyaari teri baatein hain
Baaton mein teri jo kho jaate hain
Aaun na hosh mein main kabhi
Baahon mein hoon teri zindgi haaye
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Zaalima tere ishq mein
Ho gayiyaan kamli haaye
Main to yoon khada kis
soch mein pada tha
Kaise jee raha tha deewana
Chupke se aake tune
Dil mein sama ke tune
Chhed diya kaisa ye fasaana
Oh muskurana bhi tujh se seekha hai
Dil lagaane ka tu hi taa reeka hai
Aitbaar bhi tujh se hota hai
Aaun na hosh mein main kabhi
Baahon mein hai teri zindagi haye
Hai nahin tha pata
Ke tujhe maan loonga Khuda
Ki teri galiyon mein hai kadar
Aaunga har pehar
Sun mere humsa far
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saanse chalti jidhar
Rahoonga bas wahin umrbhar
Rahoonga bas wahin umra bhar, haaye