Tabassum Chords and Lyrics | Batwara 1947

CHORDS

{Chorus}
O Tabassum, ae Tabassum,
main ek deewana hoon
O Tabassum, ae Tabassum,
tum kya ho… kaise kahoon

Tum subahon ki, shaamon ki roshni ho,
tum ho kiran-kiran
Tum rangon mein, khushbuon mein dhali ho,
tum ho chaman-chaman

Tum goonji-goonji hansi-raagini ho,
tum ho gagan-gagan
Tum pe hi hai nyochhavar yeh tan-man,
Tabassum

{Verse 1}
Tum jo aain, to barasne lagi har khushi
Tum jo aain, to hui meharbaan zindagi
Main aise hi khwaabon mein rahne laga hoon gum
Meri dhadkan mein, saanson mein ho bas tum hi tum

{Chorus}
O Tabassum, ae Tabassum,
main ek deewana hoon
O Tabassum, ae Tabassum,
tum kya ho… kaise kahoon

Tum subahon ki, shaamon ki roshni ho,
tum ho kiran-kiran
Tum rangon mein, khushbuon mein dhali ho,
tum ho chaman-chaman

Tum goonji-goonji hansi-raagini ho,
tum ho gagan-gagan
Tum pe hi hai nyochhavar yeh tan-man,
Tabassum

{Verse 2}
Ae shayar, tumhe salaam! Hai dilkash tumhara payaam
Ae shayar, tumhe salaam! Hai dilkash tumhara payaam
Tumse jab naam apna suna, pyaara lagne laga apna naam
Ye dhadkan, ye saansen meri tum hi inmein ho subah-o-shaam


Shayari tumhari hai jaise jaadugari
Maine aisa kabhi sochha tha nahin
Lagta hai main ho gayi hoon hansi, mere shayar

{Chorus}
O Tabassum, ae Tabassum,
main ek deewana hoon
O Tabassum, ae Tabassum,
tum kya ho… kaise kahoon

Tum subahon ki, shaamon ki roshni ho,
tum ho kiran-kiran
Tum rangon mein, khushbuon mein dhali ho,
tum ho chaman-chaman

Tum goonji-goonji hansi raagini ho,
tum ho gagan gagan
Tum pe hi hai nyochhavar yeh tan-man,
Tabassum

{Outro}
Main bhi shayad tumhari ghazal hoon
Mujhe aisa hai kyun lag raha?
Main gumsum hoon, gumsum gumsum…
Tumhe suntee rahungi sada, suntee rahungi sada…
Tumhe suntee rahungi sada!

Leave a Comment