Jiyein Kyun Chords and Lyrics

CHORDS

{Verse 1}
Na aaye ho, na aaoge, na phone pe bulaoge
Na shaam ki karaari chai, labo’n se yun pilaoge
Na aaye ho, na aaoge, na din dhale sataoge
Na raat ki nashili bye se neendh mein jagaoge

{Chorus}
Gaye tum gaye ho kyun, yeh raat baaki hai
Gaye tum gaye ho kyun, saath baaki hai
Gaye tum gaye hum tham gaye
Har baat baaki hai
Gaye kyun toh jiyein kyun

{Verse 2}
Na aaye ho, na aaoge, na dooriyaan dikhaoge
Na thaam ke woh josh mein yun hosh se udaoge
Na aaye ho, na aaoge, na jhoot se sunaoge
Na rooth ke sirhane mein, remote ko chupaoge

{Chorus}
Gaye tum gaye ho kyun, yeh raat baaki hai
Gaye tum gaye ho kyun, saath baaki hai
Gaye tum gaye hum tham gaye
Har baat baaki hai
Gaye kyun toh jiyein kyun

{Bridge}
Aankh bhi tham gayi, na thaki
Raat bhi na bati, na kati
Raat bhi chherti marrti
Neend bhi lutt gayi, chiin gayi
Raat bhi na sahi, na rahi
Raat bhi laazmi, zaalmi

{Chorus}
Gaye tum gaye ho kyun, yeh raat baaki hai
Gaye tum gaye ho kyun, saath baaki hai
Gaye tum gaye hum tham gaye
Har baat baaki hai
Gaye kyun toh jiyein kyun

{Outro}
Na aaye ho, na aaoge, na phone pe bulaoge
Na shaam ki karaari chai, labo’n se yun chudaaoge

Leave a Comment