{Intro} Ha ha ha ha la la la la Ha ha ha ha la la la la
Piya piya piya deewane na bano Piya piya piya yoon rootha na karo Rishton ko nibhaane ki strategy suno
{Chorus} Kabhi kisi se maafi maang lo Kabhi kisi ko maaf kar bhi do Kabhi kisi se maafi maang lo Kabhi kisi ko maaf kar bhi do
Kabhi kisi se maafi maang lo Kabhi kisi ko maaf kar bhi do Kabhi kisi se maafi maang lo Safar ko zara sa aasaan kar bhi do
{Verse} Aa aa aa aa aa Naraaziyan aur gum Hain zindagi ke chewing gum Chabaaye ja na ho khatam Ye feeka poori life ko kare
Hai maafiyon mein marham Sabhi dukhon ka solution Ki sorry le de ke hum Dil ka bojh halka chal kare
{Chorus} Kabhi kisi se maafi maang lo Kabhi kisi ko maaf kar bhi do Kabhi kisi se maafi maang lo Kabhi kisi ko maaf kar bhi do
Kabhi kisi se maafi maang lo Kabhi kisi ko maaf kar bhi do Kabhi kisi se maafi maang lo Safar ko zara sa aasaan kar bhi do
Haan Rishton ko nibhaane ki strategy suno Kabhi kisi se maafi maang lo Kabhi kisi ko maaf kar bhi do Kabhi kisi se maafi maang lo Kabhi kisi ko maaf kar bhi do