Kaafi Hai Na Chords and Lyrics | Musafir Cafe


CHORDS

Palkon pe baithi raho
Jo bhi hai dil me wo kehti raho
Harpal mein saansein bhi teri sunoon
Ishq tum mujhse hi karti raho

Meri to nazron ki aadat hai tu
Tu meri hoke bhi chahaat hai tu

Tu mera hogaya itna hi kaafi hai
Dil mera jud gaya tumse ye kaafi hai na
kaafi hai na

Tu mera hogaya itna hi kaafi hai
Dil mera jud gaya tumse ye kaafi hai na
Haan kaafi hai na

Kya kaafi hai dil mein jo kehde na
Tum se din hai tum se hi hai raina

Ho gaya ye kaise
Ho gayi main aise
Har pal ishq mera
Gehra ho raha

Tu mera hogaya itna hi kaafi hai
Dil mera jud gaya tumse ye kaafi hai na
kaafi hai na

Tu mera hogaya itna hi kaafi hai
Dil mera jud gaya tumse ye kaafi hai na
Haan kaafi hai na

Leave a Comment