Yahowa Zinda Khuda Chords and Lyrics | Ernest Mall

CHORDS

Hallelujah Hallelujah
Hallelujah Hallelujah

Yahova Yahova Yahova Yahova
Yahova Yahova Yahova Yahova ..x2

Yahova zinda khuda,
Wo hamara baadshah ..x2
Jo Masih mein mujasam hua,
Yahova Yahova Yahova

{Verse 1}
Yahova Shamma bhi Tu jo rehta saath saath,
Yahova Aala bhi tu mera chaupan saath saath ..x2
Jo bhi maangege wo hi mil jayega,
jo bhi dhoondhege wo hi paayenge ..x2
Khatkhataye to khul jayega,
Yahova Yahova Yahova

{Verse 2}
Ae paak Yahova Nissi, Tu jhanda qaum ka,
Ae paak Yahova Rapha, Tu shaafi qaum ka ..x2
Tere peeche chalein aur shak na karein,
Dil mein rakhein imaan , wo Masih mein imaan ..x2
jo bhi chahe ho jayega
Yahova Yahova Yahova

{Verse 3}
Tu hi Yahova Yireh jo muhayya karta hai,
Tu hai Yahova Shalom jo tasalli deta hai ..x2
Tune beta diya, sabko maaf kiya,
Naya janam diya rooh se bhar diya ..x2
Aaj shaitaan jhuk jayega
Yahova Yahova Yahova

Yahova Yahova Yahova Yahova
Yahova Yahova Yahova Yahova ..x2

Yahova zinda khuda,
Wo hamara baadshah ..x2
Jo Masih mein mujasam hua,
Yahova Yahova Yahova

People also search for :

Leave a Comment